30 Jan 10, 11:25 dr.ved vyathit: poori rsoi faila dee bhut swadisht hai bhartiyta jivnt ho uthi hai khali khdy hee nhi hai deshj ta srahniy hai maa ki prosi thali hai bhn ka pyar beti ki mnuhar ptni ki srmili nigahe hain |
18 Jan 10, 23:48 niharika: apki agli post ka intzaar hai mamtaji... |
11 Jan 10, 17:42 radhaayyer: mamtaji is beech aapne update nahi kiya? Kyun? |
14 Dec 09, 10:55 ajeet: Mamtaji, aapke latest lekh ka shirshak hona chaahiye - 'SAADI, JEANS AUR ACHAAR' |
7 Dec 09, 15:39 Radha Ayyer: maa sath nahi hai, phir bhi adrishya roop mein whey aapke sath har pal hai!! unka ashirwad hamesha apke pariwar ke saath rahenge, Bhagwan unki aatma ko shanti pradaan karein!! Yahi dua hai hum sabki |
7 Dec 09, 15:37 Radha Ayyer: maine aapke dono lekh padhe, padhte padhte aankhen bhar aayi. Socha, jab padhte hue aankh bhar aayi hai to likhte samay aapki kya halat hui hogi!! Ek Ek Drishya Saamne aaya hoga,ansu rukte nahi honge! |
29 Nov 09, 16:40 dheeraj: hello mamta ji aapka blog pada , maa ki kami koi nahi bhar sakta |
23 Nov 09, 16:51 Ajeet: Ur write ups straightaway touch the hearts of the readers.....! Awaiting eagerly for the next part.....!! |
17 Oct 09, 21:19 पियुष महेता-सुरत: श्री ममताजी, आपको और आपके इस मंच के पाठकोको सभी को सुरत से पियुष महेताकी और से दिपावली और आनेवाले सोमवारसे शुरू होने वाले विक्रम संवत के लिये शुभ: कामनाएँ । |
3 Oct 09, 23:05 pankhuri: aaj 3 october ke din aap ka aur yunus ji ka blog mil gaya! janamdin vividh bharati ka aur tohfa mujhe mila hai!! |
24 Sep 09, 12:14 Ajeet: Good to know about ur feelings as to the happenings around u. It's same everywhere. The root cause of all this is 2 fold - Politicians' lack of will & 'Sub chalta hai' attitude on our part.....! |
24 Sep 09, 10:19 ममता: बाकी सभी लोगों के संदेश पढ़े । आप सभी को धन्यवाद । यहां आते रहिए । |
24 Sep 09, 10:19 ममता: राधा सदस्य बनना आसान है । अगर आप नियमित रूप से मेरे लेख प्राप्त करना चाहती हैं तो नीचे बतकही की सदस्यता वाले खंड में अपना ई मेल आई डी भरें , यहां पोस्ट किये जाने वाले लेख फौरन मेलबॉक्स पर मिलेंगे |
2 Sep 09, 20:20 radhaayyer: I want to become member of your batkahi.. can you tell the procedure? |
26 Aug 09, 12:44 meher wan rathore: jahan aaj main hu. yahan Abhinay sir ke saath kam karne me bahut sikhne ko milta hai.yahan sabhi log bahut achchhe hai.Apka blog achchha hai. |
26 Aug 09, 12:41 meher wan rathore: namaste didi, aapse baat karne ka mauka mil pata.main bhi allahabad me hu . yuv-vani me. Physics me research kar raha hu,nanocomposites par. jankar bahut achchha lagta hai, ki aap bhi usi jagah se hai |
3 Aug 09, 01:01 mayurbakshi: mamtaji namaskar. vivdh bharti par apko hamesha suna. aapke prastut kiye program ki koi sani nahi hai. aapka blog dekkar aur bhi achha laga. |
29 Jul 09, 00:55 sanjay: namaste mamta didi, appko aur yunus ji ko bahut sarri badhaaiyaan, allah aapko aur nahe mehmaan ko beinteha khushiaan bakhshe.. |
18 Jun 09, 20:53 seemant suveer: ममता जीयूँ आवाज की खनकी मैं कई दफे 'सखी सहेली' में सुनकर मन ही मन दाद दे चुका हूँ लेकिन जब आपके द्वारा प्रस्तुत किए गए छायागीत सुने तो लगा नहीं...ये तो हस्तियों में शुमार की जाने वाली हस्ती हैं, |
8 Jun 09, 11:49 pooja: nmskar mamta ji mubark ho mai bhi s och rhi thi ki aaj kal aap log onair kyo nhi rhte hai agr absent rhne ki vjh iti khubsurt hai hai to hmne apko maph kiya bye and take care |